"Jane kyon log Mere naam se jal jate hai"
Garmey-e-Hasrat-e-nakam se jal jate hay,
Hum charagon ki tara sham se jal jate hay,
Shama jis aag may jalte hay numaish ke liye,
Hum usi aag may gumnam se jal jate hay,
Jab bi aata hay Tera nam Mere nam ke sath,
Jane kyon log Mere nam se jal jate hay
Click Here And Read More Classical And Urdu Poetry

1 comments:
Jb bi pharta hun ye ghazal fani
to mere dil mai armaan bi jal jate hai
Muhammad Hamid Fani a pushto poet 03139175052
Post a Comment