Tujhay Dekha Hai Jo Darya Ne Idhar Atay Hue,
Kuch Bhanwar Dhoob Gaye Pani Mein Chakratay Hue,
Hum Ne Toh Raat Ko Danton Se Pakar Rakha Hai,
Chheena Jhapti Mein Ufaq Khul Gaya Jatay hue,
Chup Se Pani Mein Utar Jati Hai Gulnar-e-Shafq,
Surkh Ho Jatay Hain Rukhsar Bhi Sharmatay Hue,
Main Na Rahunga Toh Khizan Kaise Katay gi,
Shokh Patay Ne Kaha Shakh Se Murjhatay hue,
Hasratein Apni Bilkeen Na Yateemon Ki tarah,
Humko Awaz De Letay Zara Jatay Hue,
Sii Liye Hont Woh Pakeeza Nighein Sun Kar,
Meli Ho Jati hai Awaz Bhi Duhratay Huee.....!!!!
Click Here to Read More Poetry

0 comments:
Post a Comment