"Gham-e-Zindagu Teri Raah Main, Shab-e-Aarzu Teri Chah Main"
By Ahmed Faraz
Gham_e_zindagi teri raah mein, shab_e_aarzu teri chah mein
jo ujar gaya wo basa nahi,jo bichad gay a wo mila nahi
jo dil_o_nazar ka surur tha,mere pas reh k b door tha
wohi ik gulab umeed ka,meri shah_e_jaaan pe khila nahi
pus_e_karwan sar_e_reh guzar,main shakista pa hoon to is liye
k qadam to sab se mila liye ,mera dil kisi se mila nahi
mera humsafar jo ajeeb hai,toajeeb tar hoon main aap b
mujhay manzilon ki khabar nahi,ussay raston ka pata nahi
Click Here And Read More Classical Poetry of Ahmed Faraz

0 comments:
Post a Comment