Kya andheron k dukh kya ujalon k dukh,
jab harra dein muqadar ki chalon k dukh,
jin ki ankhein nahi wo na roein kabhi,
jaan jaein agar ankh walon k dukh.
Meri manzil kahan, humsafar hy kidhar,
Maar dalein ge ab in sawalon k dukh.
Tum mile ho tumhari muhabat nahi.
Hijar se barh gaey hain wisalon k dukh,
Do ghari k liye pas baitho agr,
Bhool jaein gey hum kitne salon k dukh.
Meri sochon k jalte hoey dasht se,
Cheen le aa k apne khayalon k dukh.
Classical Poetry Stuff
jab harra dein muqadar ki chalon k dukh,
jin ki ankhein nahi wo na roein kabhi,
jaan jaein agar ankh walon k dukh.
Meri manzil kahan, humsafar hy kidhar,
Maar dalein ge ab in sawalon k dukh.
Tum mile ho tumhari muhabat nahi.
Hijar se barh gaey hain wisalon k dukh,
Do ghari k liye pas baitho agr,
Bhool jaein gey hum kitne salon k dukh.
Meri sochon k jalte hoey dasht se,
Cheen le aa k apne khayalon k dukh.
Classical Poetry Stuff
0 comments:
Post a Comment